Sunday, 25 November 2012
Teri Yaad
Yaad ye teri ek pal bhi dil se jati nahi
tum paas hokar bhi paas hoti nahi.
zindagi ne ye kis mod pe la khada kar diya
ki palke jhapakti to hai par nind aati nahi.
chahat ki ye kaisi ajab bhul-bhulaiya hai
ki nikalana to chahu par dil ko gavara nahi
pyar ke es safar me saath tum apna de do
phaila kar bahein apni mujhe unme sama lo
ki safar ye zindagi ka ab tanha katta nahi.
Yaad ye teri ek pal bhi dil se jati nahi
tum paas hokar bhi paas hoti nahi.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
हे प्रभु , ये कैसी बिडम्बना है ! (Corona Pandemic)
काल बैठा आज समय चक्र पे कर रहा तांडव नृत्य है घुट घुट सिमट रही ज़िन्दगी लाचार सिस्टम की व्यस्था है हे प्रभु , ये कैसी बिडम्बना है ! लिपट...
-
Ho subah teri muskurahato se dhale shaam teri zulpho tale Aaye wo din bhi kabhi duwa karu har pal ye rab se Na rahe dur kabhi tu mujhse na ...
-
Dil chahe ishq me tere khud ko mita du lakar aasma niche kadmo tere bichha du. Chura kar sangeet barish ki bundon se har sham teri mahfi...
-
ye ishq hai ki hai koi shahar khwab ka dil hai magan esme hai khud se bewafa kaise batawu tumhe ye ehsaas dil ka hai ye dard mithhi si y...
No comments:
Post a Comment